Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2018
Maine apne abodhta ke chano me  sansar ke har safal vyakti me apne adarsh ko paya unki tarah banna chaha  sapno me na jane  kitne hi kirdaaron ko nibha daala umar ke paripakva mod par par mujhe apne astitva ki  apni alag pahchan ki talaash hui umar ke aakhiri mod par  khud ko dekhti hu to paati hu na hi khud ka astitva raha aur na hi kisi ki chavi